Ahsase Kamtari mein kahin, Mubtala na ho.
Vo bhi meri tarah hi mujhe chahta na ho.
Dunia se uska dil bhi kahin bhar gaya na ho,
Vo bhi meri tarah hi mujhe chahta na ho.
Usko bhi ho namaj mein shayad mera khayal,
Ro ro ke duaon mein mujhe mangta na ho.