MouthShut.com Would Like to Send You Push Notifications. Notification may includes alerts, activities & updates.

OTP Verification

Enter 4-digit code
For Business
MouthShut Logo
28 Tips
×

Upload your product photo

Supported file formats : jpg, png, and jpeg

Address



Contact Number

Cancel

I feel this review is:

Fake
Genuine

To justify genuineness of your review kindly attach purchase proof
No File Selected

Sadness Is Beautiful..!!
Jan 23, 2004 09:37 PM 11325 Views
(Updated Jan 23, 2004 10:30 PM)

*'We look before & after,


And pine for what is not;


Our sincerest laughter


With some pain is fraught;


Out sweetest songs are those


That tell of saddest thought.'*


Sadness is beautiful if taken in a positive way. It's only the sad times that give u a chance to introspect. It helps u to know urself better. When u r sad, u try to seek the reason for the same. And the reason for our sadness is always a third person. It's very rare that we would hold ourselves responsible for our pains.


~


'He/She always gets on my nerves.'


'He/She is too egoistic.'


'He/She takes me for granted always.'


'My life is in the pits since I met him/her.'


~


When was the last time u murmured the above sentences? Introspect. U'll get an answer. No doubt, all of u do identify with the above lines.! Complain-complain all the time. Thats how we react to all our agonies. WE BLAME OTHERS. We have a tendency to blame others for our agonies & miseries. Only with the help of some introspection can we realize that holding resentments saps our energy.


Being non-judgmental is the panacea of all our agonies & miseries.


I believe, 'Tragic Songs' or better still'Sentimental Songs' are the most soothing of all the music genres. So hereby, let me list a few of those songs, which touched my heart when I heard them for the first time.


===============


'Soft & Sentimental Ballads'


===============


Wo Meri Neend from Hum Hai Rahi Pyar Ke


ye meri bhool thi jo maine tujhe pyar kiya


na milne waali mohobbat ka intzaar kiya


ye kya rang laayi hai meri wafa


mili hai mujhe kisliye ye saza


teri chahat ki pyaas thi mujhko


tujhko paane ki thi umeed mujhe


wo meri pyaas. wo ummeed. mujhe lauta do


Ae Ajnabi from Dil Se


tu to.nahi.hai lekin.teri muskurahte hai


chehra.kahin.nahi hai par.teri aahatein hai


tu hai.kahan.kahan hai


tera nishaan.kahan hai


mera jahaan.kahan hai


mein adhoora.tu adhoori.jee rahi hai


Ghar Aaja Pardesi from DDLJ


is gaanv ki anpadh mitti padh nahin sakti teri chitthi


ye mitti tu aakar choome to is dharti ka dil jhoome


maane tere hain kuchh sapne, par hum to hain tere apne


bhoolne vaale humko teri yaad sataaye re


ghar aaja pardesi tera des bulaaye re


Mere Dushman Mere Dost from Border


aa khaayein kasam, ab jung nahin hone paaye


aur us din ka rasta dekhein


jab khil uththay, tera bhi chaman


jab khil uththay, mera bhi chaman


tera bhi watan mera bhi watan


mere dushman mere bhai.mere humsaaye


hoho.


Chaha Hai Tujhko from Mann


chaaha hai tujhko chaahongi hardum


marke bhi dil se ye pyar na hoga kam


tu saamne hai mere, phir kyu ye doori hai


tujhe kaise batau mein. hai. kya majboori hai


Na Jaane Kyu from Choti Si Baat


wohi hai dagar, wohi hai safar


hai nahi. saath mere magar. ab mera humsafar


idhar udhaar dhoonde nazar


wohi hai dagar


kahan gayi shaame. madhbhari


wo mere. mere wo din gaye kidhar


Meri Neend Chura Ke from Kuch Dil Ne Kaha


humko laga kyu tum ho apne


toota hai dil aur toote hai sapne


jitne diye hai mohobbat mein hum


ab umr bhar bas tadpenge hum


aise khwab dikha ke, aisii aag laga ke


tumko mila kya.dil dhadka ke.phir dil ko tadpa ke


Gori Teri Aankhein by Lucky Ali


dil mein teri yaad basi, tu samjhega nahi


jo hai mere paas hai tera, mera kuch nahi


Zara Zara from Rehna Hai Tere Dil Mein


tadpaaye mujhe teri sabhi baatein


ek baar ae deewana. jhoota hi sahi. pyar to kar


main bhooli nahi hansi mulakatein


bechain karke mujhko, mujhse yun na pher nazar


roothega. na mujhse. mere saathiya ye waada kar


tere bina. mushkil hai. jeena mera mere dilbar


Noorie.(The remix version)


door nahi main, tujhse saathi


main to sada se teri


ek nazar jab tujhko dekhu, jaage kismat meri


aaja se. aaja re o mere dilbar aaja


dil ki pyaas bujhaaja re


Kya Hua Tera Waada from Hum Kisi Se Kam Nahi


yaad hai mujhko, tune kaha tha


tumse nahi roothenge kabhi


dil ki tarah se aaj mile hai kaise bhala chootenge kabhi


teri baahon mein beeti har shaam


bewafa ye bhi kya yaad nahi


Saare Sapne Kahin Kho Gaye by Alka Yagnik


tumne humse kahi thi jo baatein


unko dohraati hai gam ki raatein


tumse milne ke din to gaye


hai hum kya se kya ho gaye


Chitthi Na Koi Sandesh from Dushman


ab yaadon ke kaante, is dil mein chubhte hai


na dard theharta hai, na aansoo rukte hai


Tum Bin Jeeya Jaye Kaise from Tum Bin


tum bin jiya jaaye kaise


kaise jiya jaaye. tum bin


sadiyon se lambi hai raatein


sadiyon se lambe hue din


aa jaao laut ke tum


ye dil keh raha hai


Dhua Dhua by Vikas Bhalla


jaane kya hua, door hum ho gaye


aaj phir mile, aur phir kho gaye


na koi darmiyaan hai


to phir kyu


mein yahan to wahan hai


Tere Dar Par Sanam from Phir Teri Kahani Yaad Aayi


bin tere koi aas bhi na rahi


itne tarse ki pyaas bhi na rahi


ladkhadaye kadam, chale aaye


chale aaye. chale aaye


Lag Ja Gale Se by Lata Mangeshkar


humko mili hai aaj ye ghadiya naseeb se


jee bhar ke dekh lijiye humko kareeb se


phir aapke naseeb mein ye baat ho na ho


shaayad phir is janam mein


mulaakat ho na ho


Kitni Akeli by Lata Mangeshkar


kash wo mere banke. paas yun kabhi aate


khulte dwaar baahon ke. tann bhi aise jal jaate


pyar ke bina. hai ye mann mera. jaise sooni haweli


Tujhse Naaraz from Maasom


jeene ke liye. socha hi nahi. dard sambhalne honge


muskuraaye to. muskurane ke liye. karz utaarne honge


muskurayun kabhi. to lagta hai. jaise


honto pe. karz rakha hai


Kya Ho Gaya Rama Re from Kaante


tera kusoor tha ya mera kusoor tha


tera guroor tha ya mera guroor tha


rabba main itna bura nahi hota


tu agar bewafaa nahi hota


itna bata mujhe, kya mila tujhe


gam ke ye kaante. meri raahon mein beecha ke


~


These are the songs that made me cry sometime in my life & now as I listen to them, nothing but sweet-&-sour memories fills up my heart. These are the songs that helped me to concede, 'Sadness is Beautiful.'


Don't Worry & Enjoy Sadness.!


Now wipe off ur tears & Comment on it.!


Upload Photo

Upload Photos


Upload photo files with .jpg, .png and .gif extensions. Image size per photo cannot exceed 10 MB


Comment on this review

Read All Reviews

X