Dussehra hai puja ka tyohar ,
Adharm ka vinashkar ,
Nau din hoti hai dandiya ke jhankar ,
Charo taraf hoti hai durga puja ke bahar ,
Dhol Ghanta ghadiyal bajte hain ,
Sab taraf shankhnadh goonjte hain ,
Ram Sita ke jhankiyan sajte hain ,
Ravan ke putle ko aag lagte hai,
Adharm par dharm ke vijay hoti hai ,
Ye lo phir aya mah kunwar ,
Liye bhakte ka vipul bhandar ,
Dussehra hai puja ka tyohar ,
Puja ka tyohar , puja ka tyohar.