MouthShut.com Would Like to Send You Push Notifications. Notification may includes alerts, activities & updates.

OTP Verification

Enter 4-digit code
For Business

Article Rated By

BLACK MONEY

By: odhananjay | Posted Mar 11, 2011 | General | 2176 Views

During the Start of Election of 'Lok Sabha' Mr LK Advani first time raised the issue of Black money at such a larger platform and we all came to know its magnitude and other data related to it. Several other imminent personalities like 'Baba Ramdeo' have also started awareness about the 'Black Money' stashed away in Tax heavens and Govt Lethargy to do something concrete in regard to its deportation in India. Eve though the effort of such people have brought this issue on focus and culprits like 'Ali Hasan' are being recognised by law as well as common public , we still need a mass movement in citizens of India on the lines of 'Demanding Reservation for Jats and Gujjars' . Which would compel GOI to take the issue of Black Money on priority list.


Here is excerpts from a writer which needs to be propagated and where needed translated and propagated which would lead towards a movement against Black Money.


Bhartiya garib hai lekin bhart desh garib nahi raha,” ye kahna hai Swiss Bank ke Director ka.Swiss Bnak ke Director


ne ye bhi kaha ki Bharat ka Apprx 280 Lakh Crore (280,00,000,000,000) Bhartiyon ke Swiss bank me jama hai. Ye


rakam itni hai ki Bharat ane wale 30 sal ka budget bina tax ke banaya ja sakta hai, ya yun kahen to Bharat ki 60 Crore rojgar ke


awsare diye ja sakte hain, ya yun kah sakte hain ki Bhart ke kisi bhi gaon se Delhi tak 4 lane roade banaya ja sakta hai, aisa bhi kah


sakte hain ki 500 se jyada social projects pure kiye ja sakte hain, ye rakam itni jyada hai ki agar har Bhartiya ko Rs 2000/- permonth


pension bhi diya jaye to 60 sal tak chalta rahega.


Yani Bharat ko kisi ‘World Bank’ se loan lene ki koi jarurat nahi hai. Jara sochiye hamare bhrasta raj-netaon aur naukarshahon ne kaise desh ko loota hai aur ye lut ka silsila abhi tak chal raha hai. Is silsile ko rokna bahut hi jyada jaruri ho gaya hai. Angrejo ne hamare Bharat par karib 200 sal tak raj karke karib 1 Lakh Crore luta magar azadi ke kewal 64 salo me hamare Bhrastachari Bhartiyoun ne 280 Lakh Crore luta hai yani har sal lagbhag 4.37 lakh crore ya har mahine lagbhag 36,000 crore aur ye paisa swiss bank me jama karai gai hai.


Swiss Bank authorities bhi hans rahi hai aur hamare desh ke paise se unki economy fal fool rahi hai air doosrai taraf Bharta Sarkar Bheekh ka katore le ke loan mang rahi hai..


Hame Bhrast Raj-neta aur adhikarion ke khilaf jane ka pura adhikar hai, hamara desh ka paisa desh me ana chahiye chahe humko iske liye kitne bhi kurbani deni pade.


Hal me hue CWG Ghotale, 2G Ghotale, S-Band Ghotale, Adarsh Housing Ghotale ka to sabko pata chal gaya hai par abhi bhi pata nahi kitne ghotale hamari pakad se door hain aur jo pata nahi kab ujagar honge.


Hum sabhi log Jokes Forward karte hain ise bhi itna forward karo ki pura bharat isko padhe aur ye ek Andolan ban jaye.





You loved this blog. Thank you for your rating.
X