MouthShut.com Would Like to Send You Push Notifications. Notification may includes alerts, activities & updates.

OTP Verification

Enter 4-digit code
For Business
MouthShut Logo
5 Tips
×

Upload your product photo

Supported file formats : jpg, png, and jpeg

Address



Contact Number

Cancel

I feel this review is:

Fake
Genuine

To justify genuineness of your review kindly attach purchase proof
No File Selected

Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aaegee...............
May 20, 2006 09:33 AM 7812 Views
(Updated Aug 29, 2006 03:38 PM)

I suggested this article ‘Forgotten Melodies’ to Mouthshut, so that we all can remember some melodious songs, both old and new, and make a nice, lil collection of them. I am just giving details of songs, and am not commenting on it. This article is meant for making a good, colorful collection of melodious song. You may pls add songs of your choice if u please. Thanks.


NOTE: Some Sites Where These Songs can be Listenend online:


http://www.raaga.com


http://www.musicindiaonline.com


http://www.smashits.com


Songs can also be downloaded from:


http://www.cooltoad.com


http://www.funmaza.com


You may also suggest other websites of songs….




  1. Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa




Kaha do dilon ne, ke milkar kabhi hum na honge judaa


Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa


Yeh kya baat hai, aaj ki chandni mein


Ke hum kho gaye, pyaar ki raagani mein


Yeh bahon mein baahen, yeh behki nigahen


Lo aane laga zindagi ka maza


Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa


Sitaron ki mehfil ne karke ishara


Kaha ab to sara jahaan hai tumhara


Mohabbat jawaan ho, khula aasman ho


Kare koi dil arzoo aur kya


Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa


Kasam hai tumhe, tum agar mujhse roothe


Rahe saans jab tak ye bandhan na toote


Tumhe dil diya hai, ye wada kiya hai


Sanam main tumhari rahoongi sada


Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa


Kaha do dilon ne, ke milkar kabhi hum na honge judaa


Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa


-


-


Film: Dilli ka Thug(1958), Singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle, Music Dir: Ravi, Lyricist: Majrooh.


-


-




  1. Thandi Hawa Yeh Chandni Suhani




Ae Mere Dil Suna Koi Kahani


Lambi Si Ek Dagar Hai Zindagani


Ae Mere Dil Suna Koi Kahani


Saare Haseen Nazare


Sapno Main Kho Gaye


Sar Rakhkhe Aasmaan Pe


Parbat Bhi So Gaye


Mere Dil Tu Suna Koi Aisi Daastaan


Jisko Sunkar Milein Chaen Mujhe Meri Jaan


Manzil Hain Anjani


Thandi Hawa…


Aise Main Chal Raha Hoon


Pedon Ki Chhaon Mein


Jaise Koi Sitara


Badal Ke Gaaon Mein


Mere Dil Tu Suna Koi Aisi Daastaan


Jisko Sunkar Milein Chaen Mujhe Meri Jaan


Manzil Hain Anjani


Thandi Hawa…


Thodi Si Raat Beeti


Thodi Si Rah Gayee


Khamosh Rut Na Jaane


Kya Baat Kah Gayee


Mere Dil Tu Suna Koi Aisi Daastaan


Jisko Sunkar Milein Chaen Mujhe Meri Jaan


Manzil Hain Anjani.


Thandi Hawa…


-


-


Film: Jhumaroo(1961), Music, Singer and Lyricist: KishoreKumar.


-


-




  1. Din Dhal Jaaye, Haye Raat Na Jaaye




Tu To Na Aaye Teri Yaad Sataaye


Pyaar Mein Jinke Sab Jag Chhodha


Aur Huye Badnaam


Unke Hi Haathon Haal Hua Yeh


Baithe Hai Dil Ko Tham


Apne Kabhi The Ab Hain Paraaye


Din Dhal.


Aisi Rimjhim Aisi Puhaaren


Aisi Hi Thi Barsaat


Khud Se Judaa Aur Jug Se Paraaye


Hum Dono The Saath


Phir Se Woh Saawan Ab Kyon Na Aaye


Din Dhal.


Dil ke mere, paas ho itne,


Fir bhi ho kitnee door,


Tum mujhase se, maiin dil se pareshaan,


Done hai majboor,


Aise main kaun, kisko manye…….


Din Dhal jaye…


-


-


Film: Guide(1965), Music: S.D.Burman, Lyrics:Shaliendra, Singer: Rafi


-


4


. Shaam-E-Gham Ki Qasam Aaj Ghamgin Hain Hum


Aa Bhi Jaa Aa Bhi Jaa Aaj Mere Sanam


Shaam-E-Gham Ki Qasam


Dil Pareshaan Hain Raat Veeraan Hai


Dekh Jaa Kis Tarah Aaj Tanha Hain Hum


Shaam-E-Gham Ki Qasam


Chain Kaisa Jo Pehlu Mein Tu Hi Nahin


Maar Daale Na Dard-E-Judaai Kahin


Rut Haseen Hain To Kya Chandni Hai To Kya


Chandni Zulm Hai Aur Judaai Sitam


Shaam-E-Gham Ki Qasam


Ab To Aaja Ke Ab Raat Bhi So Gai


Zindagi Gham Ke Sehraav Mein Kho Gai


Dhoondhti Hai Nazar Tu Kahaan Hai Magar


Dekhte Dekhte Aaya Aankhon Mein Num


Shaam-E-Gham Ki Qasam


-


-


Film: Footpath(1953), Singer: Talat Mehmood, Music Die: Khayyam Lyricist: Majrooh Sultanpuri.


-


-




  1. Kiska Rasta Dekhe Aye Dil Aye Saudaai




Meelon Hai Khamoshi Barson Hai Tanhaee


Bhooli Duniya Kabhiki Tujhe Bhi Mujhe Bhi


Phir Kyon Aankh Bhar Aayee


Koi Bhi Saaya Nahin Raahon Mein


Koi Bhi Aayega Na Baahon Mein


Tere Liye Mere Liye Koi Nahin Ronewala


Jhoota Bhi Naata Nahin Chaahon Mein


Tu Hi Kyon Dooba Rahe Aahon Mein


Koi Kisi Sang Mare Aaisa Nahin Honewala


Koi Nahin Jo Yoon Hi Jahan Mein Baate Peer Parayee


Kiska Rasta Dekhe Aye Dil Aye Saudaai.


Tujhe Kya Beeti Hui Raaton Se


Mujhe Kya Khoi Hui Baaton Se


Sej Nahin Chita Sahi Jo Bhi Mile Sona Hoga


Gai Jo Dori Chhooti Haathon Se


Lena Kya Toote Hue Saathon Se


Khushi Jahan Maangi Toone Wahin Mujhe Rona Hoga


Na Koi Tera Na Koi Mera Phir Kiski Yaad Aai


Kiska Rasta Dekhe Aye Dil Aye Saudaai.


-


Film: Joshila(1973), Singer: Kishore Kumar, Lyrics: Sahir Ludhiyanvi, Music: R.D.Burman.


-


-




  1. Wrapped in a polythene tucked away safe in my mind




A little goodbye maybe or just a passing smile


The birds fly away to the southern sky searching a home


A bunch of paper flowers or a little boy left all alone


Can somebody hear me I’m screaming from so far away


Morning who will calm you now, the evening is eclipsed again


Well does life get any better


More yesterday than today


How I thought the sun would shine tomorrow


But it rained . . .


They justified the cause for which Daddy might give up his life


It’s been so long, so long a time, still I miss Daddy at night


The ache is long gone but the never keeps staring along


The waters in the seas are high


and all the sand castles have drowned


Well does life get any better


More yesterday than today


How I thought the sun would shine tomorrow


But it rained . . .


-


Rock Band Name: Parikrama, Song: But it Rained.


FREE Download available on: https://parikrama.com


-


-


Pls Post your songs and continue the Tempo. Thanks.


Upload Photo

Upload Photos


Upload photo files with .jpg, .png and .gif extensions. Image size per photo cannot exceed 10 MB


Comment on this review

Read All Reviews

X