DPM Mall, Khayala Mall, Shop No.FF-04, Pacific Mall, Tagore Garden, Nazafgarh Road, waha ka worker namely Gautam very rudely baat karta ha aur bolta ha sandal change nahi hogi aur jo karna ha kar le yeha bolta ha Gautam. kabhi yeha sa maat Lena sandal lena kiyu ki company bakar sandal deti ha aur Gautam yeha bhi bolta ha ki mai aap ko koi aur shop bata hu vaha sa le lo