MouthShut.com Would Like to Send You Push Notifications. Notification may includes alerts, activities & updates.

OTP Verification

Enter 4-digit code
For Business
MouthShut Logo
79 Tips
×

Upload your product photo

Supported file formats : jpg, png, and jpeg

Address



Contact Number

Cancel

I feel this review is:

Fake
Genuine

To justify genuineness of your review kindly attach purchase proof
No File Selected

Here are my favourites!!
Aug 25, 2004 08:55 PM 5647 Views
(Updated Aug 31, 2004 08:45 AM)

I just jumped with joy when I saw this thread!The difficult part was selecting 20-25 songs of this genius singer-actor but I'll still try!Please note that these are not in any order of preference.


One of my most favorite songs is one of Kishore Kumar's earlier songs.


Aa chal ke tujhe main le ke chaloon, ik aise gagan ke taley,


jahaan gham bhi na ho aansoo bhi naa ho, bas pyaar hi pyaar paley.


This song actually has the power to draw anyone out of their depression.


Then there is.


Thandi hawaa yeh chandni suhaani, aey mere dil suna koi kahaani,


lambi si ik dagar hai zindagaani, aey mere dil suna koi kahaani.


Phoolon ke rang se, dil ki kalam se,


tujhko likhi roz paati, kaise bataaoon kis kis tarah se,


har pal mujhe tu sataati.


Then there is this gem of a duet with Lata Mangeshkar.


Tere bina zindagi se koi shikawaa  to nahi, shikawaa nahi.


tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahi, zindagi nahin.


Another song quite high on my list is.


Choo kar mere mann ko kiya toone kya ishaara


badlaa yeh mausam, lage pyaara jag saara.


Then there is this super-duper.


Roop tera mastaana, pyaar mera diwaana


bhool koi humse naa ho jaaye.


Another fav song is.


Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam


mehboob ka jo bas lete huey naam


marr jaayen, mitt jaayen, ho jaayen badnaam


rehne do chhodo bhi jaane do yaar, hum na karenge pyaar.


Also from the same movie Kati Patang comes .


Pyaar diwaana hota hai, mastaana hota hai


har khushi se har gham se begaana hota hai


Main shaayar badnaam, main chalaa, main chalaa


mehfil se nakaam, main chalaa, main chalaa


Kuchh to log kahenge, logon ka kaam hai kehna


chodo bekaar ki baaton mein kahin beet na jaaye raina


(unbelievable lyrics, music and rendition.listen to the whole song to believe it!)


Chingaari koi bhadke to saawan usey bujhaaye,


saawan jo agann lagaaye, usey kaun bujhaaye


(combination of amazing lyrics, music&rendition again!)


Then there is this song which I love to listen to but hate to watch.


Hum bewafaa hargiz na they, par hum wafaa kar na sakey


(Dharam-papaji flaring his nostrils in a printed shirt.eeeks!)


Diye jalte hain, phool khilte hain,


badi mushkil se magar duniya mein dost milte hain.


(how true Kishore Da)


Tum bin jaaoon kahaan, tum bin jaaoon kahaan


ke duniya mein aake, kuch na phir chaaha kabhi, tumko chhah ke


(love this one but do you who sang it in the movie?


Bharat Bhooshan for Nirupa Roy.eeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeks!)


Badi sooni sooni hai, zindagi yeh zindagi


(amazing lyrics, music&rendition yet again!)


Pyaar maanga hai tumhi se, na inkaar karo


paas baitho zaraa aaj to, izhaar karo


Mere dil mein aaj kya hai, tu kahe to main bataa doon


teri zulf phir sawaroon, teri maaang phir sajaa doon


Samaa hai suhaana suhaana, nashe mein jahaan hai


kisi ko kisi ki khabar hi kahaan hai


har dil mein dekho mohabbat jawaan hai


Dil kya kare jab kisi ko, kisi se pyaar ho jaaye


jaane kahaan kab kisi ko kisi se pyaar ho jaaye


Woh shaam kuchh ajeeb thii, yeh shaam bhi ajeeb hai


wo kal bhi paas paas thii, wo aaj bhi kareeb hai


Does this match your list?!


Upload Photo

Upload Photos


Upload photo files with .jpg, .png and .gif extensions. Image size per photo cannot exceed 10 MB


Comment on this review

Read All Reviews

X