MouthShut.com Would Like to Send You Push Notifications. Notification may includes alerts, activities & updates.

OTP Verification

Enter 4-digit code
For Business
MouthShut Logo
79 Tips
×

Upload your product photo

Supported file formats : jpg, png, and jpeg

Address



Contact Number

Cancel

I feel this review is:

Fake
Genuine

To justify genuineness of your review kindly attach purchase proof
No File Selected

A legend
Nov 10, 2005 07:54 AM 25973 Views
(Updated Nov 10, 2005 07:54 AM)

Kishore kumar was simply the best singer in bollywood in my opinion, ALthough he is dead we still here his song till today. I have his favorite on 2 of my cd, which I listen often too.




  1. Ek ajnabee hasina se mulaqat ho gayie- from movie AJANABI, rajesh khanna zenat aman.




My favorite line:  Woh achanak a gayie yun nazar ke samne jaise nikal aaya  se chand, chehre pe zulfein bhikri hui I din mein raat ho gayie. ek ajnaabe hasina se mulaqat ho gayie.




  1. Yeh shyaam mastani madhosh kiye jaaye- from movie kati patang, rajesh khanna.




door rehti ho tu mere paas aati nahin, honthon pe tere kaabhi pyas aati nahin aisa laage jaise ke tu, hanske koi zehar piye jaaye, sham mastani madhosh kiye jaaye mujhe door koi kichey teri aur liye jaaye.




  1. o mere dil ke chain, chain aaye mere dil ko dua ki jiye- from movie mere jeevan saathi. rajesh khanna.




O mere dil ke chain chain aaye mere dil ko dua ki jiye.


apna hi saaya dekh kar tum jaane jan sharma gaye, aabhi tu yeh pehli manzil hai, m tu aabhi se ghabra gaaye, mera kya hoga soocho to zara, haaye aise na aahein bhara ki jiye.




  1. Apni tu jaise taise- laawaris, amitabh  amitabh's best and the most famous song of amitabh in my opnion.  amitabh goes into a club and sings it with style. The old amitabh.




  2. Pal bhar ke liye koi humhe pyar karley- from johny mera naam dev anand.






Pal bhar ke liye koi humhe pyar karley jhoota hi sahi


do din ke liye koi ikraar karley.


jhoota hi sahi.




  1. Rote huye aate hai saab hasta hua jo jayega- mukadar ka sikander, amitabh bachnan




zindagi tu bewafa hai ek din thukrayegi


maut mehbooba hai apni saath lekar jayegi


marke jeene ki ada jo duniya ko sikhlayega


woh mukkadar ka sikander jaaneman kehlaayega.




  1. Pyar ke is khel mein do dilon ke mail mein- jugnu, dharmendra and hema




Pyar ke is khel mien do dilon ke mail mein


tera peecha na mein choodunga sohniye


bhej de chahiye jail mein pyar ke is khel mein.




  1. chukaar mere mann ko kiya tune kya ishara- yaarana, amitabh




chukar mere mann ko kiya tune kya ishara


badla yeh mausam lagey sara jag pyara.




  1. Dekha ek khwab tu jeh silsiley hue- silsila, amitabh and rekha




Dekha ek khwab tu yeh silsiley hue


dur tak nigahon mein hia  gul khiley hue


yeh gila hai aapki nigahon mein


phool bhi hai darmiyaan tu faasle hue.




  1. HUm bewaga hargiz na they- shalimar, dharmendra




bewafa hargiz na they


par hum wafa kar na sakey


humko mili uski saza


humjo kkhaata kar na sakey.




  1. mein tera shaher chood jayunga- nazrana, rajesh khanna




Isse pehle ke aaj tu aaye, aur meri aankhon mein phir lahoo aaye


tujhse rishta mein tood jayunga


mein tera shaher chood jayunga.




  1. Inethaah ho gayie intezaar ki- sharabi, amitabh




intehah ho gayie intezaar ki


aayie na kuch khabbar mere yaar ki


yeh humhe hai yakeen bewafa woh nahin


phir wajah kya hui intezaar ki.


13.  meri bheegi bheegi se palkon pe reh gayie- anamika, sanjeev kumar


Meri bheegi bheegi palkon pe reh gayie


jaise mere sapne bhikar ke


jaleman tera bhi kisi ke milan ko


anmika tu bhi tarsey




  1. Pyar manga hai tumse na inkar karo- dreamgirl some actor




Pyar manga hai tumhii se  na inkar karo


paas baitho zara aaj tu ikraar karo


pyar manga hai tumhi se na inkar karo.




  1. pal pal dil ke paas tum rehti ho- blackmail, dharmendra




pal pal dil ke paas tum rehti ho


jeevan meethi pyaas yeh kehti ho


pal pal dil ke paas tum rehti ho.




  1. Pyar kar liya tu kya pyar hai khata nahin- kaabhie kaabhie, rishi kapoor




Pyar kar liya tu kya pyar hai khata nahin


teri meri umar mein kisi ne yeh kiya nahin


pyar kar liya tu kya pyar hai khata nahin




  1. Saama hai suhana suhana naashe mein jahan hai- ghar ghar ki kahani




Sama hai suhana suhana nashe mein jahan hai


kisi ko kisi ki khabbar hi kahan hai


har dil mein dekho mohabbat jawan hai.




  1. zarurat hai zarurat hai zarurat hai- man mauji, kishore kumar




zarurat hai zarurat hai zarurat hai


ek shrimati ki, kalavati ki, seva kare jo pati ki


zaurat hai zarurat hai zarurat hai.


19.  Musafir hun yaaron na ghar hai na thikana, from movie parichay, starring jeetendra.


Musafir hun yaaron na ghar hai na thikana


mujhe chalte jaana hia bus chaltey jaana hai.


20.  Manzilein apni jagah par raaste apni jagah par, sharaabi, amitabh


other songs, I love all the songs he sang for dharmendra.


there are lot more songs, but I think I will run out of space.


Upload Photo

Upload Photos


Upload photo files with .jpg, .png and .gif extensions. Image size per photo cannot exceed 10 MB


Comment on this review

Read All Reviews

X