MouthShut.com Would Like to Send You Push Notifications. Notification may includes alerts, activities & updates.

OTP Verification

Enter 4-digit code
For Business

Article Rated By

haathon ke bhoot

By: aannkit | Posted Oct 17, 2008 | General | 446 Views | (Updated Oct 17, 2008 02:43 PM)

Hi friends,


writing is one neat way to vent out your emotions...and that's what is reflected in this little poetic number I lashed out, when news of repeated blasts came and a shameles Shivraj Patil stuck to his 'kursi'. The boldness of these terrorists has only been boosted by our govermnment's laxity and absence of an attitude that shows, "we won't take it lying". A clear example is hanging of Afzal -the man who planned the attack on Paliament. We will make a political issue out of it but will not punish the guilty because...Vote ka maamla hai.


This poem is a tribute to the people who want to rule our nation, not lead us.....


Inhe haath dikhaana aata hai


Inhe haath badaana aata hai


Minority ke naam pe


Afzal ko bachaana aata hai




Kya hua jo mar gaye log


Ab mushkil se kursi hai mili


Karodon ke vote bank ke aage


100-200 ki ginti kuch bhi nahi




Aashwaasan, aur chinta


Ye yuhin ‘vyakt’ karte jaayenge


Par jo latkaaya afzal ko


Khaandaani laaj kaise bachaayenge?




Terrorism pe “Soft” nahi hain


Is bhool mein na ab rehna koi


Patthar bankar, aankh moondkar


Desh ‘jalaana’, asaan nahi




Kyun nahi marta koi minister


Kisi dhamaake mein


Bhagwaan bhi shayad nahi chaahta


Ye raakshas apne aangan mein




Hum bhi bas ab haath jodkar


Kehte upar waale se,


Inhe dikhaaye imaandaari ka rasta


Ya phir..


inke gharon ko bhi uda de


Kisi dhamaake mein


Nahi toh ye madam ke pappu


Mu-tod jawaab nahi


Peace talks karte jaayenge


Aur border se laalchi padosi


Hamaare pieces karte jaayenge.



--------------------------------------


You loved this blog. Thank you for your rating.
X