Who na Aaye par unki yaad aa k wafaa kar gayi……..
Rahi tamanna har waqt milne ki,
Mera Aman sukoon tabaah kar gayi……..
Dar pe aahat suni bahut baar,
Humne socha,
Asar Dua kar gayi……..
Jab darwaaza khola to dekha koi nahi tha,
Mazak hamare saath Hawaa kar gayi……….