yeh pyarr hi to hai jindgi jisse humne, tujhko hai sajaya,
teri masumiyat se har kone ko bhara paya,
par jab kabhi milne-bichadne ka wqt pada,
to tune apni masumiyat ko kar diya paraya,
abhi-abhi pada humpe kitne kharab wqt ka saya,
humesha bichadne ka wqt hi laya,
fir bhi tujhse hi jindgi ko sajaya, teri masumiyat ko hi gale lagaya,
is duniya mai kiska karen yakin, jab sath nahi deta apna hi saya,
jisko kho dete hai, kyon rahte? humesha usi ke ho kar?