MouthShut.com Would Like to Send You Push Notifications. Notification may includes alerts, activities & updates.

OTP Verification

Enter 4-digit code
For Business

Article Rated By

Hairat se tak raha hai jahan-e-wafa mujhe Part II

By: mbfarookh | Posted Mar 30, 2008 | Music Legends | 3502 Views | (Updated Mar 31, 2008 02:06 AM)

This is a followup to my earlier post... MS was not allowing me to edit the post to add these lovely lyrics of Sagar Nizami... most beautifully rendered by a 7 year old (at the time he sang these ghazals) Master Madan.


These are the only recorded ghazals rendered by MM which have been preserved for posterity. Most of the songs, bhajans, tumhris, ghazals, etc he sang were always live and had the audience spellbound....



hairat se tak raha hai jahan-e-wafa mujhe


tum ne bana diya hai mohabbat mein kya mujhe


har manzil-e-hayaat se gum kar gaya mujhe


mud mud ke raah mein woh tera dekhna mujhe


kaif-e-khudi ne mauj ko kashti bana diya


hosh-e-khuda hai ab na gham-e-nakhuda mujhe


saqi bane huye hain woh "sagar" shab-e-visaal


is waqt koi meri kasam dekhta mujhe




hairat se tak rahaa hai jahaan-e-vafaa mujhe



Yun na rah rah kar hamein tarasaaiye


aaiye, aa jaaiye, aa jaaiye


phir wahi daanishtaa thokar khaaiye


phir merii aagosh mein gir jaaiye


meri duniyaa muntazir hai aap ki


apani duniyaa chhod kar aa jaaiye


ye hawaa 'Sagar' ye halkii chandani


ji mein aataa hai yahin mar jaaiye


Enjoy!


~mbf~


You loved this blog. Thank you for your rating.
X