Bholi bhali in ankhon me
bas jate hain lakhon sapne
Pyar bhari ankhon se dekho
lagte kyon jane sab apne
Kabhi bane aashik ki chahat
kabhi bane shayar ki najme
kahin gusse se lal hai anken
kahin lagaen mote chashme
Aaj mil kar kasam ye khayen
netrdan ki nibhayenge rasme