har lamhe mein hai kuch yun intezaar
yadoon ke saath tum ayee ho lagta hai
dil pe kuch is tarah rakha hai bharipan
ke har lamha sawaal karta lagta hai
tum na aaogi phir laut ke kabhi
yeh ahsaas bhi jhoota sa lagta hai
asmaan ke us paar kho jatee hain log
lautanaa unka namumkin sa lagta hai
khuda se ab kya karein koi shikaayat
usko meri mashooq se ho gayaa ishq lagta hai
Raj