Nazron se jab nazar ka takraar hota hai,
Har mod par kisika intezaar hota hai,
Dil rota hai zakhm haste hai,
Shayad issi ka naam pyar hota hai....
Jo hadse na guzar jaye wo pyar hi kya,
Jo pyar karnepe majbur na karde wo ikrar hi kya,
Intezaar to sab karte hai,
Saasne tootne tak jo saath na de wo yaar hi kya....
Dil hi dil mein hum unsey pyaar kartey hai,
Cchup cchaap unki mohabbat ka intezaar karte hai,
Jin rahon per unka chalna mumkin nahi,
Un rahon per hum unka intezaar karte hain.......
__._,_.___
__,_._,___