jindgi ki tamnna hai mujhe,
bandgi ki tamnna hai mujhe,
mehfil se ud kar aa gaye,
aur gum ki gahrai mai gum,
gaye,
jashno ka junu fir kyon na ,
bulata mujhe?
chodu kese gumon ka jikra,
har ek gum,
har baar ek nai raah dikhata,
hai mujhe,
hakikaton se vakif hun,
fir bhi ek khvab satata hai,
mujhe,
jindgi se ladte hai aur,
ye sab kya hai?
koi bata mujhe,
sar ankho par bidhate,
hai log,
fir bhi koi nahi chahta,
hai mujhe.