Mukh dekhte hi uske gaurav ka,
Ek chota sa abhas,
Jo use murti ki sangya de sakta hai,
Gaurav-puran vivek vyakti ko,
Deep jesi abha deta hai,
Jo nikhar kar,
Soshadhav banta hai,
soshadhav,pagal nahi karta,
Varan jadon mai tapi gaiĀ ,
Aag jesi santushti deta hai,
Ese logon ka apna ek shishtachar hota hai,
Achanak lagta hai pura,
Akash dhup se khul gaya,
Jo netra sadev jage hue se,
Unka abhas alag hota hai,
Sharir dharam nahi charitra abha hai.