MouthShut.com Would Like to Send You Push Notifications. Notification may includes alerts, activities & updates.

OTP Verification

Enter 4-digit code
For Business
MouthShut Logo
4 Tips
×

Upload your product photo

Supported file formats : jpg, png, and jpeg

Address



Contact Number

Cancel

I feel this review is:

Fake
Genuine

To justify genuineness of your review kindly attach purchase proof
No File Selected

Jhoom baraber jhoom sharabi…
May 06, 2005 04:40 PM 81557 Views
(Updated May 09, 2005 12:58 PM)

*Kaalii ghataa hai, aa aa, mast fazaa hai, aa aa.


Kaalii ghaTaa hai mast fazaa hai, jaam uThaakar ghuum ghuum ghuum


Jhuum baraabar jhuum sharaabii, jhuum baraabar jhuum*


*Aadab, Zannab-E-Ali


Qawwalon ki mehfil mein aapka swagat hai, mere saathi qawwal hein Akbar Ilahabadi, Bulleh Shah, Liyakat Ali, Shaukat Miyan, Zameela Begum, aur Tabassum Bano. To phir qawwali ka duar shuru karte hein.


Bhes majnu ka liya maine jo laila hokar


Rang laaya hai dupatta mere maila hokar



Well these lines are from very famous qawwali “Hai agar dushman, dushman zamaana, gam nahin gam nahin –Hum Kisi se kum nahin”


Qawwalis have very meaningful and interesting lyrics with some experimental, yet fantastic music and with lots of Talis(clapping) in a rhythmic way(Jo jhoomne per mazboor ker de). Sometimes Qawwalis are more like jugalbandi. Generally Qawwalis get start with 2-3 very slow lines, which represent the qawwali. In old era Qawwalis were so famous, and there were some great lyricists also for Qawwalis, for ex Sahir Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, and Shakeel Badayuni etc. In present era, we hardly see any qawwali in movies, there r only few like


*“Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahein, ho gaya hai kaisa yeh kamala kya kahen –Mein hoon na”,


“Chachunder ker sir pe na bhaye chameli, kahan raja bhoj kahan gangu teli –Dulhe raja”*


-


*Ab Yeh nacheez, Pesh kerti hai aapki khidmat mein Hindi filmon ke kuch yaadgaar nagme, gaur fermaiyega


Arz kiya hai


“Irshaad Irshaad”




  1. “Aae meri Zohra zabeen, Tujhe malum nahin




Tu abhi tak hai hasin aur mein jawan, tujhape qurabaan merii jaan merii jaan “*


Movie: Waqt(Balraj Sahni, Sunil Dutt, Rajkumar)


Singer: MANNA DEY, Music Director: Ravi, Lyricist: Sahir Ludhianvi


*Ye shokhiyaan ye baankaapan, jo tujh mein hai kahiin nahiin


dilon ko jiitane kaa fan, jo tujh mein hai kahiin nahiin


Main terii, main terii aankhon mein paa gayaa do jahaan


Aae meri Zohara Zabeen……*


This is all time favorite qawwali of all the elderly couples.


-




  1. Here is all time favorite qawwali of all the Majnus




*Shabab Pe Main Zara Si Sharab Phekunga


Kisi Hasin Ki Taraf Ye Gulaab Phekunga


“Parda hai parda hai, parda hai parda,


parde ke peeche parda nasheen hai


parda nashiin ko be-pardaa na kar doon to


Aqabar meraa naam nahiin hai”*


Movie: Amar Akbar Anthony(Rishi Kapoor, Neetu Singh, Vinod Khanna, Amitabh Bachhan)


Singer: MOHAMMAD RAFI, Music Directors: Laxmikant, Pyarelal, Lyricist: Majrooh Sultanpuri


-




  1. *Ab ek zara sharabi bhaiyon ke liye




Naa haram mein, naa sukuun milataa hai butakhaane mein


Chain milataa hai to saaqii tere maikhaane mein


Jhuum baraabar jhuum sharaabii, jhuum baraabar jhuum) -3


Kaalii ghaTaa hai, aa aa, mast fazaa hai, aa aa.


kaalii ghaTaa hai mast fazaa hai, jaam uThaakar ghuum ghuum ghuum


Jhuum baraabar .*


Movie Name: 5 Rifles(I.S. Johar)


Singer: Aziz Nazan, Music Director: Aziz Nazan, Lyricist: Naza Sholapuri


-




  1. *“Humein to loot liya milke husn walon ne




kale kale baalon ne, gore gore gaalon ne”*


Movie Name: Al Hilal


Singer: Ismail Azad Qawwal, Music Director: Bulo C Rani, Lyricist: Shevan Rizvi


This is ultimate.


-




  1. *“Hai gar dushman dushman zaman gum nahin gum nahin,




koi aaye -3 koi, Hum kisi se kum nahin*


Movie Name: HUM KISI SE KAM NAHIN


Singer: MOHAMMED RAFI, ASHA BHOSLE


The lyrics are very meaningful and different. Gaur fermaiyega


Lo zara apni khabar bhi


Ek nazar dekho idhar bhi


*Husn wale hi nahin hum


Dil bhi rakhte hain, jigar bhi*


Jhoom ke rakha jo kadam


Reh gayi zanjeer-e-sitam


*Kaise ruk jayenge


Hum kisi chilman se


Zulfon ko bandha hai


Yaar ke daaman se*


-




  1. *Teri mahafil mein kismat aazamaa kar ham bhi dekhenge




Ghadii bhar ko tere nazadiik aakar ham bhI dekhenge - 2


Ajii haan ham bhI dekhenge – 2*


Movie Name: Mughal-e-Azam(Prithviraj Kapoor, Dilip Kumar, Madhubala)


Singers: Lata Mangeshkar, Shamshad Begum, Music Director: Naushad, Lyricist: Shakeel Badayuni


-




  1. *sachchaaI chhup nahiin sakatI, banaavaT ke usuulon se




ki khushabuu aa nahiin sakatI, kabhI kaagaz ke phuulon se!


main intazaar karuuN, ye dil nisaar karuuN


main tujhase pyaar karuuN, o magar kaise aitabaar karuuN?


jhuuThaa hai teraa vaadaa!


vaadaa teraa vaadaa, vaadaa teraa vaadaa -(2)


vaade pe tere maaraa gayaa, bandaa main siidhaa saadhaa


vaadaa teraa vaadaa, vaadaa teraa vaadaa -(2)*


Movie Name: Dushman(Rajesh Khanna, mumtaj)


Singers: Kishore Kumar, Music Director: Laxmikant, Pyarelal


-




  1. Ab ek qawwali hum sabhi mahangaaii ke maaron ke naam




Ek hamen aankh kii ladaaii maar gayi


Duusarii to yaar kii judaaii maar gayi


Tiisarii hameshaa kii tanhaaii maar gayi


Chauthii ye khudaa kii khudaaii maar gayi


Baakii kuchh bachaa to mahangaaii maar gayi


Movie Name: Roti Kapda aur Makaan(1974)(Shashi Kapoor, Manoj Kumar, Zeenat Aman, Amitabh Bachchan, Moushumi Chatterjee)


Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh, Narendra Chanchal, Jani Babu Qawwal, chorus


Music Directors: Laxmikant, Pyarelal, Lyricist: Varma Malik


-




  1. *Na To Caarvaan Ki Talaash Hai, Na To Humsafar Ki Talaash Hai




Mere Shauq-E-Khaana Kharaab Ko, Teri Rehguzar Ki Talaash Hai*


Movie: BARSAAT KI RAAT(Bharat Bhushan, Madhubala)


Singers: MOHD. RAFI, MANNA DEY, ASHA BHOSLE & SUDHA MALHOTRA)


Music Director: Roshan, Lyricist: Sahir Ludhianvi


The very famous line of this song is:


Ye Ishq Ishq Hai Ishq Ishq, Ye Ishq Ishq Hai Ishq Ishq


-




  1. And in last very famous qawwali, it is used in film “Samandar” also.




*O laal meri pat rakhio bala jhoole laalan- 2


Sindri da sehvan da sakhi shabaaz kalandar


Dama dam mast kalandar, ali dam dam de andar


Dama dam mast kalandar, ali da pehla number*


Album Name: DAMA DAM MAST KALANDAR, Singer: RUNA LAILA


To saathiyon ab Mehfil uthne ka samay aa gaya hai, aur mera aap sabhi lo yahi paigaam hai(Now its time to pack-up, and my message for u ppl is).


-


*Jhoom baraaber jhoom sharabi, Jhoom baraaber jhoom………


-


Khuda hafiz*


Upload Photo

Upload Photos


Upload photo files with .jpg, .png and .gif extensions. Image size per photo cannot exceed 10 MB


Comment on this review

Read All Reviews

X